Suhaani raat dhal chuki - Blues - Guitar Chords - Md. Raffi

Again a pretty simple descent 3 chord Mohd. Rafi song....
Chords: [A] [D] [Bm] 
[A]Suhaani raat dhal[D] chuki
[Bm]Naa jaane tum kab aao[A]ge
Suhaani raat dhal[D] chuki
[Bm]Naa jaane tum kab aao[A]ge
[A]Jahaa ki rut badal [D]chuki
[Bm]Naa jaane tum kab aao[A]ge
[A]Nazaare apani[D] mastiyaa
[Bm]Dikhaa dikhaa ke so [A]gaye
[A]Sitaare apani [D]raushani
[Bm]Lutaa lutaa ke so [A]gaye
[A]Har ek shammaa jal [D]chuki
[Bm]Naa jaane tum kab [A]aaoge
[A]Suhaani raat dhal [D]chuki
[Bm]Naa jaane tum kab [A]aaoge
[A]Tadap rahe hai [D]hum yahaan
[A]Tadap rahe hai [D]hum yahaan
[Bm]Tumhaare itazaar [A]mein
[Bm]Tumhaare itazaar [A]mein
[A]Khizaa kaa rang, [D]aa chalaa hai
[Bm]Mausam-e-bahaar [A]mein
[A]Khizaa kaa rang, [D]aa chalaa hai
[Bm]Mausam-e-bahaar [A]mein

[A]Hawaa bhi rukh badal [D]chuki a a a
[Bm]Naa jaane tum kab aao[A]ge
[A]Suhaani raat dhal [D]chuki
[Bm]Naa jaane tum kab aao[A]ge.

Movie/album: Dulari (1949)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Abdul Rashid Kardar
Music Label: Saregama
Starring: Suresh, Shyam Kumar, Madhubala

Comments

Popular posts from this blog

Urvasi Urvasi Take It Easy Policy - AR Rehman

Pukarta Chala Hun Main Mohammad Rafi Guitar chord

Teri yaadein mulakaatein - Love Story